Sunday, December 21, 2008

HUMARE PYAARE BAWARCHI......

BM hamare bawarchi bhaiyya hai. Woh bahut swadisht khana banate hai. Unke haathon ka khana khake toh bhagwan bhi prasann hone ke chances hai. Kintu Parantu, hame yeh sab pata hai kyunki hum unke chehre ke bhaav dekhkar samaz jaat hai ki khana accha bana hai, kyunki, kahan wahi paakate hai aur khaate bhi swayaam hi hai.................


No comments: